Search This Blog

Showing posts with label Sonu Nigam. Show all posts
Showing posts with label Sonu Nigam. Show all posts

Sonu Nigam - Bijuria Lyrics


Tujhe lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya
Tujhe lage na najariya, odh le chunariya
Tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya (2)

Tujhe lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya
Tujhe lage na najariya, odh le chunariya
Tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya (2)

Haye tera sharmana, tauba tera itrana
Jo bhi dekhe ho jaye woh deewana tera
Sone jaisa tan tera, uf bhola pan tera
Mujko bhi kar gaya deewana tera

O sun baki re gujariya, yahi bole hai dagariya
Sun baki re gujariya, bole ye dagariya
Lachke kamariya to chhalke gagariya ki luti re bajariya (2)

Naina matwale ye bal gugrale ye bhole bhale dil pe chalaye chhuriya
Maheki hawaye bhi yahi gunguye ki dil se dil milale ya mitaye duriyan

O sun baki re gujariya, ho main hun tera hi sawariyan.
O sun baki re gujariya, tera ye sawariyan,
[Tuj pe hi marta hai
Naam tere karta hai sari umariyan] 2

Khwabo ki tu rani hai, geeto ki jawani hai
Tere bina ab kahin lage na jiya
Bijli si kahani hai, tu hi jindgani hai
goriyan ye tune kaisa jadoo hai kiya

O sun baki re gujariya, haan meri bholi si bawariyan
O sun baki re gujariya, bholi si bawariyan
[Teri angadayi mere
Dil ko hai bhayi chhayi banke badariyan] 2

Ho tujhe lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya
Tujhe lage na najariya, odh le chunariya
Tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya 2

Sonu Nigam - Ab Mujhe Raat Din Lyrics

Hey zu hmm hmm hmm hmm
Hey hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
Dil pe ab to koi zor chalta nahi
Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
Dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Had se badhne laga mera deewanapan
Dil mein basa lu apna bana lu
Ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Sonu Nigam - Main Hun Deewana Tera Lyrics

Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana.

Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera

Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana.
Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye,

Deewana main hun deewana tera,
Deewana main hun deewana tera,
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana.

Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.

Yaad teri aane lagi,jaan jaane lagi hai,
Ho ke juda kyun tu mujhe, aazmane lagi hai,
Yeh bhi to soch le dil hai sheesha mera,
Jaane kab toot jaaye,

Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.

Pyar tujhe jab se kiya,bhool baetha main sab ko,
Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko,
Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee,
Kaun tujhko bataye.

Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.

Deewana main hun deewana tera.....
yeh marzi teri tu aaye na aaye.
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Sonu Nigam - Tu Song Lyrics

ladies and gentleman
we give you sonu nigam
aye dilruba kitna haseen mila
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
oh habiba - 2
kyun tu itni gumsum hain
yahan lakhon hain chehre
par lagta bas hum tum hain
khol aankhein, saari khushiya
tere kadmon ko chumegi
teri meri ho jo jodi
yahi duniya dekhegi
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehbooba

aye dilruba kitna haseen mila
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
mere dil mein bas tu hain
yeh tune na jaana
main hu aashiq tera aashiq
par tune na mana
sharmaati ghabraati
tu itna tadpati
phir bhi tu mere dil ko
kyun itni hai bhaati
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehbooba

tu hain mera main hu teri
kabhi muhjse keh dena
ek pal bhi bin tere
mushkil hain ab rehna
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
(tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba) - 2
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana